Saturday, 6 April 2013

yeh dard tum ne diya hai. to koi baat nahi

Yehi wafaa ka silsilaah hai , to koi baat nahi, yeh dard tum ne diya hai. to koi baat nahi yehi buhot hai ke tum dekte ho sahil se suraj doob raha hai to koi baat nahi , rakha tha aashiyana -e-dil main chupa ke tumko woh ghar tumne chohor diya hai to koi baat nahi tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha tum hi ne tod diya hai to koi baat nahi. kisi ki majaal kahe koyi mujh ko deewana agar yeh tumne kaha hai to koyi baat nahi.

No comments:

Post a Comment